Read Time:22 Second
Andaman Shayari

Mohobat, Shayari ka wo daur hai,
Jab mein waqt se be parda raha,
Jab mein Waqt se aashim raha,
Manao ya na mano mein khuddar bana,
Sach hai mein Shah hokar bhi akela raha,
Mohobat,Shayari ka wo daur hai
Mein ne Kai zindagiyon ko aabad rakhha
Mohobat, Shayari ka wo daur hai
Mein khud Pashah hokar bi barbaad raha.
Please feel free to write me : Reach out to Contact Us Section.